zindagi pe apni zehr ka bhi asar nahin hai
kya hogaya ke usne daali mujh pe nazar nahin hai
guzarta hoon kin haalaat se main kabhie socha hai
kaise sochoge tumhe to meri khabar nahin hai
dhoondhte dhoondhte tujhe hum kho gaye
apna sheher bhi to ab apna sheher nahin hai
haar jaen tujh se mille baghar hum kabhie
aisi bhi ab apni umer nahin hai
bohot sabr talab hai yeh cheez jise ishq kehte hain
ye seher bhari raat hai jisme sahar nahin
yeh kya hoo raha hai chaaron taraf duniya ke
chalo MUHSIN lagta hai apni yahan guzar nahin hai
zindagi pe apni zehr ka bhi asar nahin hai
Note: To protect against computer viruses, e-mail programs may prevent sending or receiving certain types of file attachments. Check your e-mail security settings to determine how attachments are handled.
Deewan:
Ishq-e-Mohsin