Mohsin Ayub's Poetry Collection

kitni iteyaat se pakro par ye nikal jaate hain
halaat badalte hain to dost badal jaate hain

hum to abhi tak jagre huwe hain grift-e-ishq main
suna tha ke thokarien kha kha ke logg sambhal jaate hain

mere marne pe bhi woh naa huwa pashemaan
main sochta raha ke pathar bhi pighal jaate hain

naa pasand karnaa kissi ko aadaton se ab doston
is saraab ke nagar main to pure insaan badal jaate hain

The message is ready to be sent with the following file or link attachments:
kitni ateyaat se pakro par ye nikal jaate hain

Note: To protect against computer viruses, e-mail programs may prevent sending or receiving certain types of file attachments. Check your e-mail security settings to determine how attachments are handled.

Deewan:

Leave a Reply

Poetry Opinions