Mohsin Ayub's Poetry Collection

jis ki khwahish thi kabhie mujhe bikharta dekhe
usko kaho ke aae is halaat se bhi mujhe guzarta dekhe

jisne dekhen nahin hain zindagi ke ghum kaho usko
dekhna hai to mere dard ko zara barta dekhe

nigha ke talabgaar hi rahe tere umr bhar
chalo zinda nahin dekha humhe to marta dekhe

jo taghaful main hain humse zara kaho unko
MUHSIN ko woh zer-e-zameen ab utarta dekhe

The message is ready to be sent with the following file or link attachments:
jis ki khwahish thi kabhie mujhe bikharta dekhe

Note: To protect against computer viruses, e-mail programs may prevent sending or receiving certain types of file attachments. Check your e-mail security settings to determine how attachments are handled.

Deewan:

Leave a Reply

Poetry Opinions